AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙*16th Zilhajja, 1440 Hijri*
☀ *18th August 2019*
1 Jo log khud bhi kanjoosi karte hain, aur doosaru ko bhi kanjoosi karne ka hukum dte hain aur jo kuch ALLAAH Ta'ala ne apne fazal se un ko diya hain us ko chupate hain, hum ne aise na farmaan logon ke liye zaleel karne wala azaab tayyar kar rakha hain, (Quran:Nisa-37)
2 Jis aadmi ne kisi se kharz liya, phir is ki niyyat kharz ada karne ki na ho (aur na hi us ne apni zindagi me kharz ada kiya), toh woh ALLAAH se chor hone ke haalath me milega (Ibn-e-maja:)
3. Woh aadmi kabhi ghareeb aur mohtaaj nahi hota, jo na ziyada kharch kare aur ba kam, balke beech ki raah ikhtiyaar kare Sho'bul imaan:6569
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (159th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.