Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith : Sunnat aur Nawafil namazein ghar mein padhna Masjid Nabwi mein namaz padhne se bhi afzal hai
------------
✦ Zaid ibn Thabit Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Farz namaz ke alawa (Sunnat aur Nawafil namazein) ghar mein padhna meri is masjid (Masjid Nabwi) mein namaz padhne se bhi afzal hai
Sunan Abu dawud, Jild 1, 1032-Sahih
------------
فرض نماز کے علاوہ (سنّت اور نوافیل نماز) گھر میں پڑھنا میری اس مسجد (مسجد نبوی) میں نماز پڑھنے سے بھی افضل ہے
سنن ابو داوود جلد ١ ١٠٣٢-صحیح
-----------
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 1032-सही
-----------------
✦ Narratd by Zaid ibn Thabit Radi Allahu Anhu that The Prophet (ﷺ) said: The (voluntary-Sunnah & Nawafil) prayers offers in house is more excellent than prayer in this Masjid of mine (Masjid e Nabwi) except obligatory prayer.
Sunan Abu Dawud, Book 3, 1039-Sahih
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.