🌐🌀🌐 *﷽* 🌐🌀🌐🌀
*╂──────────────╂*
*🌀 Qurbani Ke Fazail 🌀*
*╂──────────────╂*
📿 *★ Aur Masail ★* 📿
*╂──────────────╂*
*❍╍╍❨Post No-14❩╍╍❍*
*☞ Qurbani Ke Mutafarrik Masail-1*
✮ 1- Fiqha Me Tashreeh He K Haiwanat Ki Umar Me Waqif Logo Ke Qaul Ka Aitbaar Hoga Nawaqif Ka Nahi,
✮ 2- Qurbani Ke Jaanwar Ke Daanto( Teeth) Ka Maiyaar Ye Hai K Jaanwar Ghaans Kha Sakta Ho, To Uski Qurbani Jaiz Hai, Varna Nahi Kyu Ki Daanto( Teeth) Se Maqsood Yahi Hai,
✮ 3- Dumbe Ki Dum ( Tail) Ka Aitbaar Nahi, Agar Poori Bhi Kati Hui Ho To Bhi Qurbani Jaiz Hai,
✮ 4- Jaanwar Udhaar Ya Qisto ( Installment) Per Kharid Kar Qurbani Karna Jaiz Hai,
✮ 5- Maqrooz Per Nisaab Se Qarz Ada Karne Ke Baad Agar Nisaab Me Kami Nahi Aati, Nisaab Kamil Baqi Rehta Ho To Qurbani Wajib Hai,
✮ 6- Niche Likhi Soorato’N Me Qurbani Ke Jaanwar Ka Doodh Or Gobar Istemal Me Lena Aur Usse Nafa Hasil Karna Jaiz Hai,
⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣⇣
➻Jaanwar Ghar Ka Paaltu Ho,
➻Jaanwar Ghar Ka Paaltu Nahi Lekin Jaanwar Ko Kharidte Waqt Qurbani Ki Niyat Na Ki Ho,
➻Jaanwar Qurbani Ki Niyat Se To Kharida Hai Lekin Bahar Char Kar Guzar Na Karta Ho Balki Ghar Me Hee Chara Khata Ho,
✮ 7- Qurbani Ke Gosht Ka Farokht ( Sell) Karna Jaiz Nahi Hai,
✮ 8- Qurbani Ke Gosht Ki Haddiya’N ( Bones) Gosht Pakane Se Pehle Ya Baad Me Farokht( Sell) Karna Jaiz Nahi,
*_✦➛🗂➻✦Ahsanul Fatawa-Jild- 7,_*
✭
✭
👥→ *_ғσʟʟσɯ αɳd ғσʀɯαʀd_*
🌐🌀🌐🌀🌐🌀🌐🌀🌐
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.