╂──────────────╂
🌀 Qurbani Ke Fazail 🌀
╂──────────────╂
📿 ★ Aur Masail ★ 📿
╂──────────────╂
❍╍╍❨Post No-09❩╍╍❍
✧⇝❥ Qurbani Ke Hissedar.
★➻Bada Janwar Me 7 Hissedar Ho Sakte Hain, Lekin Agar Hissedar Kam Ho To Bhi Qurbani Ho Jayegi, Lekin Unme Se Har Ek Ka Hissa Ek Se Kam Na Ho Yani Hisse Poore Hona Chahiye,
★➻Mushtarik Kharide Hue Bakre, Bhed, Dumbe Ki Qurbani Durust Nahi,
⇨ Maslan 3-4 Aadmio’N Ne Milkar Ek Bakra Kharid Kar Qurbani Kar Di, Qurbani Ka Ek Hissa Ek Hee Aadmi Ki Janib Se Ho Sakta Hai,
⇨ Albatta Agar Koi Ek Shakhs Poora Ek Hissa Apni Jaanib Se Ya Kisi Ko Sawab Pahunchane Ke Liye Kisi Doosre Ki Taraf Se Qurbani Kare To Sahi Hoga,
✦➛🗂➻✦Aapke Masail Aur Unka Hal Jild-4, Safa 193.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.