TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, June 4, 2019

Eid ke din ki Sunnatein


┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
Bismillahirrahmanirrahim
┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
✦​ Eid ke din ki Sunnatein ✦​
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

❧ Gusl karna,
📓 [Bayhaqi: 3/278]

❧ Miswaak karna,
📓 [Ibne Majaa: 1098]

❧ Umdah Kapde pahenna,
📓 [Bayhaqi: 3/281]

❧ Khushboo Lagana,
📓 [Ibne Majaa: 1098]

❧ Eid ki namaz ke liye jane se pehle taak(1,3,5,7...) khajoor (Dates) khana,
📓 [Sahih Bukhari: 953]

❧ Eid ki namaz ke liye jaane se pehle Sadqa-e-fitr ka adaa karna,
📓 [Sahih Muslim: 984]

❧ Eid ki namaz ke liye EidGaah jaana,
📓 [Sahih Bukhari: 956]

❧ Eid ki namaz ke liye paidal jaana,
📓 [Tirmizi: 530]

❧ Ek raaste se EidGaah jaana aur Dusre raaste se waapas aana,
📓 [Abu Dawood: 1144]

❧ Namaze eid ke liye jaate huye takbeer kehna,

      Allaahu'akbar Allaahu'akbar
   Laailaha illallahu wallahu'akbar
    Allaahu'akbar walillaahilhamd

📓 [Ibn Abi Shaybah:5652]




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.