TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, June 23, 2019

Daily Quran Hadees-19th Shawwaal 1440, Hijri 23rd June 2019

AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

☀ *23rd June 2019*
🌙*19th Shawwaal, 1440 Hijri*


"1"  Har roz jab ALLAAH ke bande subah ko uthte hain , do farishte naazil hote hain, un mein se ek kehta hai : ae ALLAAH ! (achche kaamon mein) kharch karne waale ko bahot ata farma aur farna aur doosre kehta hai ; ae ALLAAH ! maal ko (achche kaamon mein kharch karne ke bajaaye) rok kar rakhne waale ka maal barbaad farma."{Bukhaari:1442}

"2" Duniya mein is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya raasta chalta musaafir."{Bukhaari:6416}

"3" Tum do aadaton ko ikhtiyaar kar lo, (1) ziyaada khaamosh rehne ki aadat, (2) achchhe akhlaaq se pesh aane ki aadat."{Sho'bul imaan:4941}

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (159th day)




Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish Bhai, Ma-a's-SALAAM.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.