ZAKAAT ME NAKAD (CASH) KI JAGAH DUSRI KOI CHIZ DENE KA HUKM
⭕AAJ KA SAWAL NO.1734⭕
Kya paise ke bajaye koi chiz bhi zakat me de sakte hain?
Masalan jis aadmi ki jis cheez ki tijarat karta ho masalan kapada, attar, khane pine ki cheez wagairah bhi zakat me de sakte hain?
🔵JAWAB🔵
Øامدا Ùˆ مصلیا Ùˆ مسلما
Haan zakat me paise (cash) hi dene zaruri nahin sawal me puchhi huyi cheez wagairah ki bazari qeemat lagakar use maalik banaa kar de dene se bhi zakat adaa ho jayegi
Albattah naqad paise dena behtar hai ke gareeb aadmi ki jo bhi zarurat hogi woh paiso se aasani se puri ho jayegi.
✏Mufti Imran Ismail Memon
🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India
📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl
http://www.aajkasawalgujarati.page.tl
http://www.aajkasawalhindi.page.tl
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.