AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *16th Many, 2019*
🌙*10th Ramazan, 1440 Hijri*
"1" Jab tu yeh dekhe ke ALLAAH Ta'ala kisi gunehgaar ko us ke gunaahon ke ba-wajood us ki chaahat par duniya ki cheezein de raha hai, toh yeh ALLAAH Ta'ala ki taraf se dheel hai."{Musnad-e-ahmad:17311}
"2" Yeh haqeeqat hai ke jo koi sabr se kaam le aur dar guzar kar jaaye to yeh badi himmat ki baat hai."{Sura-e-shoora:43}
"3" Hasad se bacho, kyun ke hasad nekiyon ko is tarah kha jaata hai jis tarah aag lakdi ko kha jaati hai."{Abu daaood:4903}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *16th Many, 2019*
🌙*10th Ramazan, 1440 Hijri*
"1" Jab tu yeh dekhe ke ALLAAH Ta'ala kisi gunehgaar ko us ke gunaahon ke ba-wajood us ki chaahat par duniya ki cheezein de raha hai, toh yeh ALLAAH Ta'ala ki taraf se dheel hai."{Musnad-e-ahmad:17311}
"2" Yeh haqeeqat hai ke jo koi sabr se kaam le aur dar guzar kar jaaye to yeh badi himmat ki baat hai."{Sura-e-shoora:43}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.