TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, May 6, 2019

Aaj Ki Hadees: Ek Musalmaan ke doosre Musalmaan par 6 huqooq hain


🌷  ▫  Aaj Ki Hadees  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hadees: Rasoolallah (Sallallahu-'Alaihi-Wa-Sallam) ne farmaaya: Ek Musalmaan ke doosre Musalmaan par 6 huqooq hain:

1) Jab mulaaqat ho to us ko Salaam Kare.

2) Jab daawat de to us ki daawat ko qubool kare.

3) Jab use chheenk aaye (aur Alhamdulillah kahe) to us ke jawaab mein Yarhamukallaah Kahe.

4) Jab beemar ho to us ki ayaadat kare.

5) Jab intiqaal ho jaaye to us ke janaaze ke saath jaaye.

6) Aur us ke liye wahi pasand kare jo apne liye pasand karta ho.

✺ (Ibn-e-maajah: 1433)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download Qur'an and Hadith Android App - Goo.gl/ggEr5O

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.