TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, April 14, 2019

Sawal Aur Jawab: BIME (INSURANCE) KI RAQAM PAR ZAKAT


*BIME (INSURANCE) KI RAQAM PAR ZAKAT*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1696⭕

Dukan, car aur jiwan bima-life inusurance qanooni majboori me liya ho to us ki jamaa ki huyi raqam ki zakat nikalna zaruri hai?

🔵 AAJ KA JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Dukan, karobar aur car bima ki raqam wapas milna yaqeeni aur zaruri nahin, isliye us par zakat wajib nahi.

 
       
   
albattah jiwan bima me har haal me raqam sood ke saath wapas milti hai, isliye bhari huyi asal puri raqam milne ke baad guzre huwe tamaam saalon ki zakat wajib hogi (har saal us ki zakat peshgi-advance nikal sakte hai, taake ek sath nikalne ka boj na aaye) aur jo raqam zaid (ziyadah) milegi woh haraam aur sood hai isliye us par zakat wajib nahi.

📗KITABUL MASAIL 2/217

  و الله اعلم بالصواب

*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* :
08 SHABAN AL MUAZZAM 1440 HIJRI

 
       
   
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
🌍 http://aajkasawal.page.tl
🌍 http://aajkasawal.in

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.