AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *11th April 2019*
🌙*5th Sha'baan, 1440 Hijri*
***************************************
"1" Jis aadmi mein 3 cheezein hongi , ALLAAH Ta'ala us ko apni rehmat mein le leinge : (1) kamzoron ke saath narmi karna (2) maa baap ke saath meherbaani karna (3) gulaamon (naukar chaakar wagaira ) ke saath ehsaan karna."{Tirmizi:2494}
"2" Na to tum (aise kanjoos bano ke ) apne haath ko gardan se baandh kar rakho, aur na (aise fuzool kharch ke) haath ko bilkul hi khula chhod do , phir tumhen qaabile malaamat aur khaali haath ho kar baithhna pade."{Sura-e-bani israaail:29}
"3" Dua ke zariye bala aur museebat se hifaazat talab karo."{Tabraani kabeer:10196}
***************************************
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *11th April 2019*
🌙*5th Sha'baan, 1440 Hijri*
***************************************
"1" Jis aadmi mein 3 cheezein hongi , ALLAAH Ta'ala us ko apni rehmat mein le leinge : (1) kamzoron ke saath narmi karna (2) maa baap ke saath meherbaani karna (3) gulaamon (naukar chaakar wagaira ) ke saath ehsaan karna."{Tirmizi:2494}
"3" Dua ke zariye bala aur museebat se hifaazat talab karo."{Tabraani kabeer:10196}
***************************************
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.