AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *18th April, 2019*
🌙🗓 *12th Sha'baan, 1440 Hijri*
"1" ALLAAH Ta'ala kisi bande ko kisi ne'mat se nawaaze aur woh us par "Alhamdulillaah" kahe toh us ki yeh ta'areef us ne'mat se bhi behtar hai."[Ibn-e-maaja:3805}
"2" ALLAAH Ta'ala ke nazdeek sab se ziyaada pasandeeda shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyaada nafa pahonchaaye."{Shoabul imaan :7445}
"3" Beshak aadmi gunaahon ki wajah se rizq se mahroom ho jaata hai."{Musnade ahmed: 21881}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.