🌷 ▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hadees: Hazrat Abu Qatadah Raziyallahu 'anhu riwaayat karte hain ke maine Nabi Kareem ﷺ ko irshaad farmaate hue suna: Achchha Khuwaab Allah Ta'ala ki taraf se hai aur bura khuwaab (jis mein ghabrahat ho) shaitan ki taraf se hai. Jab tum mein se koi khuwaab mein napasandida cheez dekhe to jis waqt uthe (apni bayein taraf) teen martaba thuthkaare aur us khuwaab ki burai se Allah Ta'ala ki panah maange to woh khuwaab us shakhs ko nuqsaan na pahunchayega. (Bukhari: 5747)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hadith: Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu reported that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam in a Hadith Qudsi said: When Allah had created the creation, He wrote in His Book which is with Him above the Throne: Indeed My Mercy prevails over My Anger. (Tirmidhi: 3543)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download Qur'an and Hadith Android App - Goo.gl/ggEr5O
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.