TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, March 14, 2019

QURAN WA HADEES KA BAAT ME SHAK WAGAIRA KARNE KA HUKM


QURAN WA HADEES KA BAAT ME SHAK WAGAIRA KARNE KA HUKM

⭕AAJ KA SAWAL NO.1667⭕

Iman kab durust-saheeh hota hai?

Allah wa rasool SALALLAHU ALAYHI WASALLAM ki baat me shak karna, jhutlana, us me galti nikalna ya us ka mazaq udane ka kya hukm hai?

🔵JAWAB🔵ؔ
حامدا Ùˆ مصلیا مسلما 

Allah ta'la aur rasool SALALLAHU ALAYHI WASALLAM ki har baat ko sachcha samjhe aur use dil se mane tab iman durust hota hai.

Upar ki charon harkaten khatarnak hai un se iman jata rehta hai is se bachna bahut hee zaroori hai islam ki koi baat samjh me na aaye to ulamaa se puchh kar itminaan kare shakko shubah ko apne dil me baqi na rakhe mahir ulamaa ke paas har baat ka jawab hai alhamdulillah

📗BAHISHTI ZEWAR SAFA 40 AQEEDA NO. 27 SE MAKHOOZ

و الله اعلم بالصواب

🌙🗓ISLAMI TAREEKH :
 RAJABUL MURAJJAB 1440 HIJRI

Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.in
http://aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.