AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *15th March, 2019*
🌙 *7th Rajjab, 1440 Hijri*
"1" Zameen par sab se behtreen paani aab-e-zam zam hai, yeh khaane waale ke liye khaana aur beemaar ke liye shifa (cure) hai."{Tabraani ausat:3912}
"2" Jo shakhs koi aibdaar cheez us ka aib bataaye bagair bechega, woh baraabar ALLAAH ki naaraazgi mein rahega aur malaaika us par baraabar laanat bhejte rehte hai."{Ibne maaja:2247}
"3" Jo shakhs dunya ke peechhe pad jaaye (us ka ho kar reh jaaye), us ka ALLAAH Ta'ala se koi ta'alluq nahein."{Mo'ajame ausat:471}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.