AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *27th March, 2019*
🌙 *19th Rajjab, 1440 Hijri*
"1" Jab koi shakhs kisi yateem bachche ya bachchi ke sar par haath pherta hai, toh jitne baal par us ka haath guzrega, us ka haath guzrega, us ke har baal ke badle mein us ke liye nekiyaan likhi jaayeingi."{Musnad-e-ahmad:22284}
"2" Naahaq faisla karne waala qaazi (judge) jahannam mein jaayega."{Abu daaood:3573}
"3" Rasoolullahﷺ ne aisi chhat par sone se mana farmaaya hai, jo (chaaron taraf se) ghiri huwi na ho."{Tirmizi:2854}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
☀ *27th March, 2019*
🌙 *19th Rajjab, 1440 Hijri*
"1" Jab koi shakhs kisi yateem bachche ya bachchi ke sar par haath pherta hai, toh jitne baal par us ka haath guzrega, us ka haath guzrega, us ke har baal ke badle mein us ke liye nekiyaan likhi jaayeingi."{Musnad-e-ahmad:22284}
"2" Naahaq faisla karne waala qaazi (judge) jahannam mein jaayega."{Abu daaood:3573}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (73rd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*





.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.