🌷▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Barza Aslami Raziyallahu 'anhu farmaate hain ke Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Qayaamat ke din Aadmi ke dono qadam us waqt tak (hisab ki jagah se) nahi hat sakte jab tak us se in cheezon ke baare mein pooch na liya jaye: Apni umar kis kaam mein kharch ki? Apne ilm par kya amal kiya? Maal kahan se kamaya aur kahan kharch kiya? Apni jismani quwwat kis kaam mein lagai? (Tirmizi: 2417)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hadith: Abu Hurairah Radliyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: The reward of Salat offered by a person in congregation is twenty five times greater as compared to that Salat offered by him alone in his house or place of business. (Bukhari: 647)
📲 Download Qur'an and Hadith Android App - Goo.gl/ggEr5O
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.