MUSALMAN AUR MU'MIN KA FARQ
⭕AAJ KA SAWAL NO.1631⭕
Zahiri aamal ko islam aur batini aamal ko iman kehte hai to jo muslim hai use Muamin keh sakte hai?
🔵JAWAB🔵ؔ
Øامدا Ùˆ مصلیا مسلما
Ye farq zahiri lugwi hai shareeat ki istilah-khas zuban me dono apni zaat ke aetibar se ek hee cheez hai lihaza jise muslim kehte hai use muamin aur jise muamin kehte use mulim bhi keh sakte hai han jo zarooriyate deen ke yaqeen aur iqraar karne ke baad us ahkame shareeat ki zahir taur par amal aur itaat bhi karta ho use muamine kaamil aur muslime kaamil kahenge.
و الله اعلم بالصواب
🌙🗓ISLAMI TAREEKH :
JUMAD AL ULAA 1440 HIJRI
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
📲💻 http://www.aajkasawal.in
http://aajkasawal.page.tl
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.