AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*5th Jumada Al-Akhirah, 1440 Hijri*
☀*11th February 2019*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*5th Jumada Al-Akhirah, 1440 Hijri*
☀*11th February 2019*
"1" Jis ne halaal rozi khaayi aur sunnat ke mutaabiq amal kiya aur log us ke zulm se mehfooz rahe, toh woh jannat mein daakhil hoga."{Tirmizi:2520}
"2" Aye imaan waalo! apne gharon ke alaawa doosre gharon mein us waqt tak daakhil na ho jab tak ijaazat na le lo aur us mein basne waalon ko salaam na kar lo, yahi tareeqa tumhaare liye behtar hai, ummeed hai ke tum khayaal rakhoge."{Sura-e-noor:27}
"3" Bimaar ki dua tandurust hone tak rad nahein hoti."{Sho'bul imaan:10029}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (42nd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
"3" Bimaar ki dua tandurust hone tak rad nahein hoti."{Sho'bul imaan:10029}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (42nd day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.