AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙 *19th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri*
☀ *25th February, 2019*
"1" Hazrat muhammad ﷺ ko jab bhi koi ahem kaam pesh aata toh namaaz padhne lagte."{Abu daawood:1319}
"2" Jis ne paani ka kunwaan khudwaaya aur us se kisi pyaase parinde , jin ya insaan ne paani piya, to qayaamat ke din ALLAAH Ta'ala us ko ajr ata farmaayega."{Sahih ibne khuzaima:1292}
"3" ALLAAH Ta'ala ko 3 baatein na pasand hain: (1) fuzool baatein, (2)rupya paisa barbaad karna,(3) bila zaroorat kasrat se maangna."{Bukhaari:1477]
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (58th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙 *19th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri*
☀ *25th February, 2019*
"1" Hazrat muhammad ﷺ ko jab bhi koi ahem kaam pesh aata toh namaaz padhne lagte."{Abu daawood:1319}
"2" Jis ne paani ka kunwaan khudwaaya aur us se kisi pyaase parinde , jin ya insaan ne paani piya, to qayaamat ke din ALLAAH Ta'ala us ko ajr ata farmaayega."{Sahih ibne khuzaima:1292}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (58th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.