AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙 *18th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri*
☀ *24th February, 2019*
"1" Jo shakhs (logon se) maangne ka darwaaza kholta hai, ALLAAH Ta'ala us par tangi ka darwaaza khol deta hai."{Tirmizi:2325}
"2" Rasoolullahﷺ jab kisi ke yahaan tashreef le jaate to darwaaze ke saamne khade na hote, balke daaein baaein khade hota aur farmaate : as salaamu alaikum, as salaamu alaikum."{Abu daaood:5186}
"3" Kisi ke liye jaaiz nahein ke kisi ke yahaan itne din mehmaan bane ke mezbaan tang ho jaaye."{Aladabul mufrad:743}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (58th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙 *18th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri*
☀ *24th February, 2019*
"1" Jo shakhs (logon se) maangne ka darwaaza kholta hai, ALLAAH Ta'ala us par tangi ka darwaaza khol deta hai."{Tirmizi:2325}
"2" Rasoolullahﷺ jab kisi ke yahaan tashreef le jaate to darwaaze ke saamne khade na hote, balke daaein baaein khade hota aur farmaate : as salaamu alaikum, as salaamu alaikum."{Abu daaood:5186}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (58th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.