AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*14th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri*
☀*20th February 2019*
"1" Maa baap ki nafarmaani ke alaawa jis gunaah ki saza ko ALLAAH chaahe toh qayaamat ke din tak moakhkhar (delay) kar deta hai, magar maa baap ki nafarmaani ki saza maut se pehle duniya hi mein chakha deta hai."{Mustadrak:7263}
"2" Rasoolullahï·º peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the ; is tarah peene se itminaan haasil hota hai, takleef aur beemaari se hifaazat hoti hai aur woh cheez khoob hazam ho jati hai."{Muslim:5406}
"3" Sadqa se apne mareezon ka ilaaj kiya karo, kyunke sadqa bimaariyon aur pesh aane waali museebaton ko door karta hai."{Kanzul ummaal:28178}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (51st day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*14th Jamadi-us-s'aani, 1440 Hijri*
☀*20th February 2019*
"1" Maa baap ki nafarmaani ke alaawa jis gunaah ki saza ko ALLAAH chaahe toh qayaamat ke din tak moakhkhar (delay) kar deta hai, magar maa baap ki nafarmaani ki saza maut se pehle duniya hi mein chakha deta hai."{Mustadrak:7263}
"3" Sadqa se apne mareezon ka ilaaj kiya karo, kyunke sadqa bimaariyon aur pesh aane waali museebaton ko door karta hai."{Kanzul ummaal:28178}
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (51st day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.