📢REMINDER {MSG THODA LAMBA HAI PAR WAQT NIKAL KAR JARUR PADHE}📢
*⚄ JUMAA -KI -SUNNAT ⚄*
*NAAKHUN CUTTING*KE AADAB*
*⚄ AMAAL - E - JUMAA ⚄*
*& Asar Baad Ki darood Sharif*
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
1- Gusl karna ,
2 – Achche Aur Saaf Kapde Pehanna ,
4 – Masjid Paidal Jana ,
5 – imaam ke qareeb bethne Kï koshish karna ,
6 – Agar Safe pur ho to logo Kï gardane faand kar Aage na badhna ,
7 – Koi fizool kaam na karna Yani maslan Apne kapdo se ya Baalo se lahu v lahab ( khel ) na karna ,
8 – Khutba ko gor se Sunna ,
9 – Juma ke Din Jo Surah Kahaf padhega uske liye Arsh ke niche se Asmaan ke barabar buland ek Noor zaahir hoga Jo Qayamat ke andhere me uske kaam aayega aur is Juma se Pehle Juma tak ke tamaam Gunaah ( Sagira ) uske maaf ho jayenge ,
10 – Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he k Juma ke Din mujh per Kasrat se Darood bheja karo k Darood mere huzoor pesh kiya jata he ,
11 – Juma ke Din Baalo me Tel Lagana aur Khushbu ya itr ka istemal karna Masnoon he ,
❥═┄ ʀεғεʀεηcε
📔 *Pyare Nabi Kï Pyari Sunnate ,31*
Nααĸɦuη Kαтηє Kє Ααdααв
➊┅┅┅┅✧
Ααp Sαllαllαhu lαyhi Wαsαllαm Кα Mα'mool Jum'αα Yα Jume'αrααt Кe Din Nααкhun Кααtne.............кα Thα.
➋┅┅┅┅✧
Nααкhun Кααtne Mein Pαiron (Legs) Se Pehle Hααthon Кe Nααкhun Кααtne Chααhye.
➌┅┅┅┅✧ Ⓖ
Pehle Dααhne (Right) Hααth Кe Fir Bααyein (Left) Hααth Кe Nααкhun Кααte.............jααyein.
➍┅┅┅┅✧
Nααкhun Кααtne Ki Tαrteeb Istαrαh Ho to Behtαr Hei.......Ke Hααth Mein Se Shαhααdαt Кi Unglee Кα Nααкhun Fir Beech Кi Unglee Fir Eech Кe Bαrααbαr Wααli Unglee Usкe Bα'd Sαb Se Chhoti Unglee, Aur Bααyein Hααth Кi Taαrteeb Istαrαh Hogi....кe Pehle Sαb Se Chhoti Unglee Fir Usкe Bαrααbαr Wααli Unglee Fir Beech Wααli Unglee Fir Shαhαdαt Wααli Unglee........fir Αngoothα (Thumb) Fir Ααкhir Mein Dααyein (Right) Hααth Кe Ungoothe (Thumb) Кα Nααкhun Кααtα................jααye.
➎┅┅┅┅✧
Pαiron (Legs) Кe Nααкhun Кααtne Кi Tαrteeb Istαrαh Hogi..кe Pehle Dααyein Pαir (Leg) Кi Sαb Se Chhoti Unglee Se Shuroo Кαr Кe Tαrteeb Αngoothe Pαr Кhαtm Кαre..........fir Bααyein Pαir (Leg) Кi Sαb Se Chhoti Unglee Se Shuroo Кαrкe Tαrteeb Αngoothe Pαr Кhαtm Кαre.
ʀєғєʀєηcє:
📔 *ααj ĸα ѕαвαquє.*
вч:
📢 *qααʀɪ мuɦαммαd*
*ɪѕ'ɦααquє мuʟтαηɪ.
************************************************
✴ *_Juma Ke Din Ke Kuch Khaas Amal Jo Huzoor ﷺ Ka Farman se._*
Jo Shakhs Juma Ke Din Apne Walden Ya Unme Se Kisi Ek Ki Qabr Ki Ziyarat Kare To Uski Magfirat Kar Di Jayegi Aur Usko Farmabardar Likha Jayega.
*📓 Kanzul Ummaal, 17/468*
▦══──────────────────══▦
Jo Shakhs Juma Ke Din Surah Kahaf Ki Tilawat Karega Uske Qadam Se Lekar Aasmaan Ki Bulandi Tak Noor Ho Jayega Jo Qayamat Ke Din Roshni Dega,
Aur Guzishta Juma Se Is Juma Tak Ke Uske Sab Gunaah Maaf Ho Jayenge. ( Sagira Gunaah Muraad Hai )
*📓 Kanzul Ummaal, 1/576*
▦══──────────────────══▦
Juma Ke Din Gusl Karna Gunaho Ko Baalo Ki Jado Se Soont Kar Nikaal Deta Hai.
*📓 Kanzul Amaal- 7/ 754.*
▦══──────────────────══▦
Hazrat 「Maa」 Aaisha Razi Allahu Taala Anha Bayan Karti Hai Ke Rasulullah ﷺ Ke Pass Do Kapde The Jise Aap ﷺ Juma Ke Din Pehanate The Fir Jab Wapas Tashrif Laate To Usko Lapet Kar Rakh Dete The.
*📓 Al Mutalibul Aaliya / 746.*
▦══──────────────────══▦
Juma Ke Din Naakhun Kaatna Shifa Ka Baais Hai Aur Bimari Ko Dur Bhagaata Hai.
*📓 Kanzul Aammal /17258.*
▦══──────────────────══▦
Jis Ne Juma Ke Din Naakhun Kaatey
Wo Aaindah Jumma Tak Na'Gawaar Haalat Se Mahfuz Rakha Jaeyga.
*📓 Kanzul Aammal / 17241.*
▦══──────────────────══▦
**************************************************
” Jis Shakhs Ne Juma Ki Namaz Se Faarig Hokar
*Subhanallahil Azeemi Va Bihamdihi*
100 Martaba Padha To Allah Ta’Aala
*Uske Ek Lakh Gunaah Maaf Farma Denge Aur Uske Walden Ke 24 Hazaar Gunaah Maaf Farma Denge,*
*📓 Ravaah Ibnul Sunni Fi Amal Al Yaum, 164*
▦══──────────────────══▦
” Jo Shakhs Juma Ki Namaz Ke Baad
Qul Huvallahu Ahad,
Qul A’Uzu Birabbil Falaq,
Qul A’Uzu Birabbin Naas,
Saat Saat (7) Martaba Padhe To Allah Rabbul Izzat Aa’Inda Juma Tak Burai Se Panaah Me Rakhenge, ”
*📓 Ibne Sunni Fi Amalal Yaum Val Laylah, 1/145*
▦══──────────────────══▦
*♻☛Azaan -E- Juma K Baad Duniyavi Kaam Chhor Dena*
╒▤⊰ *Quran Me Allah Ta'Ala Farmate Hai*
"Ay Imaan Walo ! Juma K Din Jumma K Liye Juma Ki Namaz Ke Liye Azaan Di Jaye , To Sab Ke Sab Allah Ki Taraf Dod Pado Or Kharid Wah Frokht Chhoe Do ! Yeh Tumhare Liye Behtar Hai, Agar Tum Jante Ho" !
*Reference-Surah Juma. {Para 28}*
*Khulasa:-Juma Ki Azan Sunne Ke Baad Fauran Juma Ke Liye Taiyari Karna Aur Saare Dunyavi Kaam Kaaj Chhor Dena Zaruri Hai.*
▦══──────────────────══▦
★ *_JUMA KA DIN KE ✦ASAR SE MAGRIB✦ TAK KARNE WALE 2 KHAAS AMAL JO HUZOOR ﷺ KE FARMAN SE HAI._*
•.¸¸.•♥•.¸¸.•♥♥•.¸¸.•♥•.¸¸.•
★ *1. DAROOD SHARIF KA PADHNA.*
Jo insan Juma ke din Asar ki Namaz ke baad Apni jagah Se Uthne se Pehle 80 Martaba Darood padhe to uske 80 saal ke Gunah maaf ho jayenge aur 80 saal ki ibadat ka sawab likh diya jaata hai.
*Woh Darood ye hai↴*
اللهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدِنِ النَّبِيِّ الأُمِّيِّ وَعَلَى
آلِهِ وَسَلِّمْ تَسْلِيْمًا
Darood↝ *_ALLAHUMMA SALLI ALAA MUHAMMADI NIN NABIYYIL UMMIYYI WA ALAA AALIHI WA SALLIM TASLEEMA_*
*📓 Fazaile Darood,Tabrani.*
★, Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu se Marvi hai k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad Farmaya :-
"__Jo Shakhs Juma ke Din Assi ( 80) Martaba mujh per Darood bheje Uske Assi ( 80) Saal Ke gunaah maaf Kar diye Jayenge _"
Arz Kiya gaya :- Ya Rasulallah ! Aap per kese Darood padha jaye ?
Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya :- Yu'n Kaho
*Allahumma Salli Alaa Muhammadin Abdika Wa Nabiyyika Wa Rasoolikan Nabiyyil Ummiyyi ,*
*📓 Ravaah Addaare Qutni ,* ▦══──────────────────══▦
•.¸¸.•♥•.¸¸.•♥♥•.¸¸.•♥•.¸¸.•
★ *2. KHOOB DUA KA KARNA AUR DUA KA QUBOOL HONA*
juma mein ek ghadi aisee aati hai ki jo musalman bhi us waqt 「khada」 namaz padhe aur Allah se koi khair maange to Allah usko jarur dega
*📓 Bukhari, Jild 6, 5294.*
juma ka din 12 ghante ka hai jisme koi momeen banda Allah subhanahu se kuch mange to Allah usko jarur ata farmate hai , tum log usko asar ke baad aakhri waqt mein talas karo
*📓 Nasaii, Jild 1,1392.*
Juma ke din (dua qubul hone ki) wo mubarak ghadi ko Asar aur gurub e aaftab (yani magrab ) ke darmiyan talash karo
*📓 Tirmizi , Jild 1, 471.*
जुम्मे का दिन एक अज़ीम दिन है, अल्लाह तआला ने इस के साथ इस्लाम को अज़मत दी और येह दिन मुसलमानों के लिये ख़ास कर दिया, फ़रमाने इलाही है : जब जुम्मे के दिन नमाज के लिये पुकारा जाए पस जल्दी करो अल्लाह के ज़िक्र की तरफ़ और खरीदो फरोख्त छोड़ दो। इस आयत से मालूम हुवा कि अल्लाह तआला ने जुम्मे के वक्त दुन्यावी शगल हराम करार दिये हैं और हर वो चीज़ जो जुमा के लिये रुकावट बने ममनूअ करार दे दी गई है। हुजूर सल्लल्लाहो अलैह व सल्लम का फरमान है कि तहक़ीक़ अल्लाह तआला ने तुम पर मेरे इस दिन और इस मकाम में जुमा को फ़र्ज़ करार दे दिया है। एक और इरशाद है कि जो शख्स बिगैर किसी उज्र के तीन जुम्मे की नमाजें छोड़ देता है अल्लाह तआला उस के दिल पर मोहर लगा देता है। इस पेज से हजारों खुबसूरत जुम्मा मुबारक इमेजेज डाउनलोड कर सकते हैं
ReplyDelete1000+ Jumma Mubarak image