Bismillahirrahmanirrahim
✦ Mafhum-e-Hadith: juma ek din ek khas waqt (ASR K BAAD)hota jab jo bhi khair ki dua maango qubul hoti
✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Abu Al-Qasim (Yani Rasool-Allah) Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya juma mein ek ghadi aisee aati hai ki jo musalman bhi us waqt khada namaz padhe aur Allah se koi khair maange to Allah usko jarur dega
Sahih Bukhari, Jild 6, 5294
✦ Jabir Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya juma ka din 12 ghante ka hai jisme koi momeen banda Allah subhanahu se kuch mange to Allah usko jarur ata farmate hai , tum log usko asar ke baad aakhri waqt mein talas karo
Sunan Nasaii, Vol 1,1392-Sahih
✦ Talibe Dua ,,
⇨
💧Plz Forward to all Muslims,
▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂
▍▍ ✧α๓αℓ кαяทα αบя✧
▍▍ รαвк๑ รнαяε кαяทα
▍▍ Aur Dua mai. yaad
▍▍ Rakhein. ▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂▂
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.