TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, January 28, 2019

Aaj Ki Hadees: Ya Rasulullah kaun se musalmaan ka Islam afzal hai


🌷  ▫  Aaj Ki Hadees  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Musa Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Sahaba Raziyallahu Anhum ne arz kiya: Ya Rasulullah kaun se musalmaan ka Islam afzal hai? Irshaad farmaaya: Jis (musalmaan) ki zubaan aur haath se dusre musalmaan mehfooz rahein. (Bukhari: 11)

✺ Faida: Zuban se takleef pahunchane mein kisi ka mazaaq udana, tohmat lagana, bura bhala kehna aur haath se takleef pahunchane mein kisi ko nahaq maarna, kisi ka maal zulman lena waghaira umoor shaamil hain. (Fath-ul-Bari)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

🌷▫ Hadith of the Day ▫🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Jabir ibne-'Abdullah Radiyallahu 'anhuma narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: The poor among the Muslims will enter Paradise forty years before the rich. (Tirmidhi: 2355)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.