🌷 ▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abdullah Bin Masood Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Kya main tumhe na bataun ke wo shakhs kaun hai jo aag par haraam hoga aur jis par aag haraam hogi ? (Suno main batata hoon) dozakh ki aag haraam hai har aise shakhs par jo logon se qareeb hone waala, nihaayat narm mizaaj aur narm tabiyat ho. (Tirmizi: 2488)
✺ Faida: Logon se qareeb hone waale se muraad wo shakhs hai jo narm khoi ki wajah se logon se khoob milta julta ho aur log bhi uski achchhi khaslat ki wajah se usse betakalluf aur mohabbat se milte hon. (Maariful Hadees)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 'Itban ibne-Malik Radiyallahu 'anhu narrates that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam said: Anyone who bears witness that there is none worthy of worship except Allah and that I am His Messenger can never enter Hell or be burnt by its fire. (Muslim: 149)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download App - Goo.gl/9ZbYUe
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.