TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, January 6, 2019

Aaj Ka Naqab Ya Jism Ki Numaish


*฿ɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм*
▤–●–▤▤–●–▤▤–●–▤▤–●–▤
︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
   *Aaj Ka Naqab Ya*  
              *Jism Ki Numaish*
︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾

【 P  O  S  T  - 01 】

*🌴Roman English🌴*

Kafi Dino Se Ye Dekhne Mein Aa Raha Hai Ki Aaj Kal Naqab Bahut Zyada He Designer Banne Lage Hain, Khawateen Ko Parde Ka Hukm Isliye Hai Ki Un Par Kisi Ki Nazar Na Pade, Aur Pad Bhi Jaye To Koi Dhyan He Na De Lekin Aaj Kal Jis Tarah Skin Tight Aur Tight Burqe / Naqab Chale Hain Wo Khud Logo Ko Dawat Dete Hain Ki Khawateen Ko Dekha Jaye Aur Sirf Nazar He Na Dali Jaye Balki Upar Se Niche Tak Baqayeda Dekha Jaye Aur Jism Ke Nashebo Faraz Ka Nadaza Lagaya Jaye (La Haula Wala Quwwta Illa Billah Hil Aliyil Azeem).

 
       
   
Akhir Is Fashion Ne Humein Diya He Kya Hai Siwaye Zillat Ke, Ek Waqt Tha Ki Sirf Black Colour Ka Naqab Hota Tha Aur Upar Se Niche Tak Itna Dheela Hota Tha Ki Koi Ghaleez Chahkar Bhi Us Khatoon Ke Nashebo Faraz Ka Andaza Nahi Laga Sakta Tha, Hatta Ki Umar Ka Bhi Andaza Nahi Lagaya Ja Sakta Tha Ki Burqe Mein Kaun Hai 20 - 22 Ki Jawan Ladki Hai Ya 60 – 65 Sal Ki Koi Zaeefa, Lekin Aaj Kal Ufff, Allah He Bachaye In Fashion Ke Nam Par Chalne Wale Aisi Naqabo Aur Burqo Mein Ban Than Kar Chalne Waliyo Se Aur Aajkal To Burqe / Naqab Ke Style Se He Andaze Laga Liye Jate Hain Ki Parde Mein Koi Jawan Hai Ya Budha.

*🌴Hindi (हिंदी)🌴*

 
       
   
 *काफ़ी दिनो से ये देखने में आ रहा है कि आज कल नक़ाब बहुत ज़्यादा ही डिज़ाइनर बनने लगे है,  खवातिन को पर्दे का हुक्म इसलिए है कि उनपर किसीकी नज़र ना पड़े, और पड़ भी जाए तो कोई ध्यान ही ना दे लेकिन आज कल इस तरह स्किन टाइट और टाइट बुर्के,/नक़ाब चले है वो ख़ुद लोगो को दावत देते है कि ख्वातिन को देखा जाए और सिर्फ़ नज़र ही ना डाली जाए बल्कि ऊपर से नीचे तक बाक़ायदा देखा जाए और जिस्म के नशेबो फराज़ का अंदाज़ा लगाया जाए  (ला हौला वला कुव्वता इल्ला बिल्लाह हिल अलीइल अज़ीम ).*

 *आख़िर इस फैशन ने हमें दिया ही क्या है क्या है ये सिवाए ज़िल्लत के, एक वक्त था की सिर्फ़ काले कलर का नक़ाब होता था और ऊपर से नीचे तक इतना ढीला होता था कि कोई गलीज़ चाहकर भी उस खातून के नशेबो फराज़ का अंदाज़ा नहीं लगा सकता था, हता की उम्र का भी अंदाज़ा नहीं लगाया जा सकता था कि बुर्के में कौन है 20 - 22 की जवान लड़की है या 60 – 65 साल की कोई ज़ईफा, लेकिन आज कल उफ़, अल्लाह ने बचाए इन फैशन के नाम पर चलने वाले  ऐसी नक़ाबो और बूर्को मे बन-ठनकर चलनेवालीयों से और आज कल तो बुर्के/नक़ाब के स्टाइल से ही अंदाज़े लगा लिए जाते है कि पर्दे में कोई जवान है या बूढ़ा.*

╔•═•⊰❉⊱•═•⊰❉⊱•═•⊰❉⊱═•⊰❉⊱•╗
╚•═•⊰❉⊱•═•⊰❉⊱•═•⊰❉⊱═•⊰❉⊱•╝


No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.