AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*22nd Rabi Al-Awwal, 1440 Hijri*
☀*1st December, 2018*
"1" Aadam ke bete(insaan) ko duniya mein in 4 cheezon ke alaawa kisi aur cheez ki zaroorat nahi:(1) ghar jis mein woh rehta hai (2) kapda jis se woh satar chupaata hai (3) khushk roti (4) paani.""{Tirmizi:2341}"
"2" Naap tol poora kiya karo aur logon ko un ki cheezein kam kar ke na diyakaro, aur zameen mein us ki islaah ke baad fasaad mat phelaate phiro.""{Surah-e-aaraaf:85}"
"3" Jis shakhs mein ahad (waade) ki paabandi nahein , us mein deen nahein.""{Sho'bulimaan:4354}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (336th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.