AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*19th Rabi al-Akhir, 1440 Hijri*
☀*27th December, 2018*
"1"Ae aadam ke bete (insaan) ! agar tu zaroorat se zaaid maal (bhalaai ke kaamon mein) kharch kar de toh yeh tere liye behtar hai aur agar tu use roke rakhe toh yeh tere liye bura hai.""{Muslim:2435}"
"2"Tanhaai bure saathi se behtar hai aur nek saathi tanhaai se behtar hai.""{Shoabul imaan:4993}"
"3"Who shakhs bada achchha insaan hai, jo apne zaaid maal ko (mohtaajon par) kharch kare aur be faaida baatein karne se ruka rahe.""{Sho'bul imaan:3388}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (362nd day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*19th Rabi al-Akhir, 1440 Hijri*
☀*27th December, 2018*
"1"Ae aadam ke bete (insaan) ! agar tu zaroorat se zaaid maal (bhalaai ke kaamon mein) kharch kar de toh yeh tere liye behtar hai aur agar tu use roke rakhe toh yeh tere liye bura hai.""{Muslim:2435}"
"2"Tanhaai bure saathi se behtar hai aur nek saathi tanhaai se behtar hai.""{Shoabul imaan:4993}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (362nd day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.