TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, November 17, 2018

Daily Quran Hadees-8th Rabi Al-Awwal , 1440 Hijri-17th November 2018

AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙*8th Rabi Al-Awwal, 1440 Hijri*
☀*17th November, 2018*


"1" Maa-Baap, Rishtedaaron, Yateemon, Miskeenon, qareebi Padosiyon aur door ke padosiyon, paas baithne waalo, Musaafiron aur jo log tumhaare maa-tahet (Naukar, chaakar) ho, sab ke saath achchha sulook karo.""(Sura-e-Nisa:36)"

"2" Jab koi Aurat khushbu laga kar majlis (logon ke paas) se guzarti hai to woh aisi waisi hai yaani zaaniya hai.""(Tirmizi:2786)"

"3" 2 mard ek Saath aur 2 aurtein ek Saath ek hi lihaaf (chaadar aur bistar) mein na letein.""(Muslim:768)"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (322nd day)


Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.