AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*27th Safar, 1440 Hijri*
☀*6th November, 2018*
"1"Insaan jab mar jaata hai,toh 3 kaamon ke alaawa us ke amal ke sawaab ka Silsila khatam ho jaata hai: 1.Aisa nek kaam jis ka nafa logo Ko (us ke marne ke Baad bhi) milta rahe, 2. woh ilm jis se log faaida uthhaayein, 3. aisi nek aulaad jo us ke liye dua Karti rahe.""(Muslim:4310)"
"2"Jab tumhein koi shakhs salaam kare to tum us se bhi behtar tareeqe par salaam karo (jawaab do) ya (Kam az kam) un hi Alfaaz mein us ka jawab de do.""(Sura-e-Nisa:86)"
"3"Aadmi ke jhoota hone ke liye yahi kaafi hai ke woh jo kuch sune (bila tahqeeq) use bayaan karta phire.""(Muslim:7)"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (311th day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM..

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.