AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*18th Rabi Al-Awwal, 1440 Hijri*
☀*27th November, 2018*
"1"Jo log naap tol mein kami karte hain, woh log qahat-saali (Baarish ka na hona), pareshaaniyon aur Baadshaah ke zulm ka shikaar ho jaate hai.""(ibn-e-Maaja:4019)"
"2"Allaah Ta'ala farmaate hain: jab mein duniya waalon mein se apne kisi momin bande ka koi azeez le leta hoon aur woh sabr karta hai, to us ke liye siwaaye Jannat ke mere pass koi ajr nahin hai.""(Bukhaari:6424)"
"3"Tum log be zabaan jaanwar ke silsile mein Allaah se daro, us ko achchhe tareeqe se khilaao aur aaraam se sawaari karo.""(Abu Daaood:2548)"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (332nd day)
Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.