AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙*11th Rabi Al-Awwal, 1440 Hijri*
☀*20th November, 2018*
"1"Jo cheez tumhein (Duniya wa aakhirat ke aitebaar se) nafa ponhchaane waali ho, us ko koshish se haasil karo aur Allah se madad aur taufeeq talab karo aur himmat mat haaro.""(Muslim:6945)"
"2"Jo shakhs shohrat ke liye koi kaam karega, to Allah Ta'ala us ke (aib ko) mash'hoor kar dega.""(Bukhaari:7152)"
"3"Tum apni aulaad ki tarah apne maa-tahton (Naukar chaakar) aur Yateemon ka ikraam karo aur jo tum khaate ho un ko bhi khilaao.""(ibn-e-Maaja:3691)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (325th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.