TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, November 19, 2018

Daily Quran Hadees-10th Rabi Al-Awwal , 1440 Hijri-19th November 2018

AsSALAAMu'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATu

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙*10th Rabi Al-Awwal, 1440 Hijri*
☀*19th November, 2018*


"1"Jo shakhs museebat mein pareshaan aadmi ko tasali deta hai toh us ko bhi us aadmi ki tarah sawaab milta hai.""(Tirmizi:1073)"

"2"Beshak gussa shaitaan ki taraf se hota hai, shaitaan aag se paida kiya gaya hai aur aag ko paani se bujaaya jaata hai, lihaaza jab tum mein se kisi ko gussa aaye to us ko wuzu kar lena chaahiye.""(Abu Daaood:4784) "

"3"Bure akhlaaq ; a'mal ko is tarah kharaab kar dete hain, jis tarah sirka shahad ko kharaab kar deta hai.""(Tabraani kabeer: 10777)"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (324th day)


Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.