🌷 ▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Mu'az Bin Anas Juhani Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs fajr ki Namaaz se faarigh hokar usi jagah baitha rehta hai, khair ke alaawa koi baat nahin karta, phir do rakaat Ishraaq ki Namaaz padhta hai, uske gunaah mu'aaf ho jaate hain, chaahe wo samundar ke jhaag se zyaada hi hon. (Abu Dawud: 1287)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Yazid ibn Salama Al-Ju'fi Radiyallahu 'anhu narrates: I said: O Rasullullah! I have heard many Ahadith from you; I fear that recent Ahadith may cause me to forget the earlier ones. So, tell me something comprehensive. He said: Fear and obey Allah to the best of your knowledge. (Tirmidhi: 2683)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download App - Goo.gl/9ZbYUe
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.