🌷 ▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat 'Abdullah Bin 'Amr Bin 'Aas Raziyallahu Anhuma farmaate hain ke Rasulullah ﷺ ne mujhse irshaad farmaaya: 'Abdullah! Tum falan ki tarah mat hojana ke wo raat ko tahajjud padha karta tha, phir tahajjud chord di. (Bukhari: 1152)
✺ Faida: Matlab yeh hai ke bila kisi uzr ke apne Deeni maamool ko chordna achhchi baat nahin hai. (Mazahir-e-Haqq)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Jabir ibne-'Abdullah Radiyallahu 'anhuma narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: Do not acquire knowledge of Deen for showing superiority over 'Ulama and do not use this knowledge to quarrel with the ignorant and do not use this knowledge to hold assemblies. He who has done like this (for him) there is Fire, and Fire. (Ibn Majah: 254)
✺ Note: Acquiring knowledge of Deen is not to be used for diverting the attention of people towards one's self.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download App - Goo.gl/9ZbYUe
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.