*TILAWAT..KE DAURAN AZAAN KA JAWAB*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1516⭕
Koi aadmi masjid me wuzu kar raha ho ya Qur'an, Hadees, fiqah padh raha ho ya bayaan wa taqrir kar raha ho aur azaan shurua ho jaye to yeh a'amaal rok kar azaan ka jawab de ya yeh a'amaal jaari rakhe?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
wuzu karta rahe, baqiyyah umoor me afzal yeh hai ke unko bandh kar ke azaan ka jawab de lekin agar un no jaar (chalu) rakha to bhi gunah nahin
📗FATAWQ MAHMOODIYAH. 5/425 BAHAWALA DABHEL
📘DURRE MUKHTAR 1/396,399 MAKTABAH SAEED
و الله اعلم بالصواب
✏Mufti Imran Ismail Memon hanfi chishti
🕌Ustaad e daarul uloom
Rampura surat, Gujarat, India
📲💻www. aajkasawal.Page.tl
Guj.hindi, urdu parchon ke liye deeneemalumat.net
41967:
Telegram channel, Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.