TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, October 10, 2018

Dua - Ghar mein daakhil hone ki Dua


┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
Bismillahirrahmanirrahim
┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

✦ Ghar mein daakhil hone ki Dua ✦​
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

📚 Hadees : Hazrat Abu Maalik Ash'ari Raziyallahu anhu se marwi hai ke Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab aadmi apne ghar mein daakhil ho to yeh dua padhe:

اَللّٰهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ خَيْرَ الْمَوْلَجِ وَخَيْرَ الْمَخْرَجِ بِسْمِ اللهِ وَلَجْنَا وَبِسْمِ اللهِ خَرَجْنَا وَعَلَى اللهِ رَبِّنَا تَوَكَّلْنَا
‌‌‌
"Allaahumma inni as-aluka Khairal maulaji wa khairal Makhraji bismillaahi walajnaa Wa bismillaahi kharajnaa Wa'alallaahi rabbinaa tawakkalnaa"

Phir use chaahiye ke apne ghar waalon ko salaam kare.

📃 Tarjama : Aye Allah ! Main aap se andar jaane aur baahar nikalne ki bhalaai ka Sawaal karta hoon, ham Allah Ta'ala hi ke naam se daakhil Hote hain aur Allah Ta'ala hi ke naam se baahar nikalte hain, aur ham ne apne Rab Allah hi Par bharosa kiya.

- 📗 (Abu Dawood: 5096)

❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.