TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, October 19, 2018

Daily Quran Hadees-9th Safar, 1440 Hijri-19th October 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh


Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙 9th Safar, 1440 Hijri
☀ 19th October, 2018,


"1"Takleef aur beemaari ki wajah se maut ki aarzoo mat karo, agar tum yahi chaahte ho, toh is tarah dua karo; Ae ALLAAH! Tu mujhe zinda rakh jab tak mera zinda rahna mere haq mein behtar ho aur mujhe maut de agar marna mere haq mein behtar ho.""(Bukhaari:5671)"

"2"Jis ne doosron ki koi aisi baat chhup kar suni jis Ko woh us se chhupaana chaahte the,to qayaamat ke din aise shakhs ke kaan mein seesa pighla kar daala jaayega.""(Tirmizi:1751)"

"3" Jis ne pahaad se ludhak kar Khudkushi ki woh jahannam mein hamesha hamesh ludhakta rahega.""(Bukhaari:5778)"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (293rd day)


Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.