TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, October 4, 2018

Daily Quran Hadees-23rd Moharram, 1440 Hijri-4th October 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh


Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙 23rd Moharram, 1440 Hijri
☀ 4th October, 2018


"1"Qayaamat ke din sab se pehle bande se namaaz ke baare mein poocha jaayega, agar namaaz durust hogi toh us ke saare aamaal durust honge aur agar namaaz kharaab hogi toh saare aamaal kharaab honge.""(Tabraani Ausat:1859)"

"2"Allah ki Nazar mein sab se achchha ghar woh hai jis mein koi yateem izzat ke saath rehta ho.""(Tabraani kabeer:13434)"

"3"Jo shakhs logon ka shukr ada na kare, woh Allah ka bhi shukr ada karne waala nahein ho Sakta.""(Tirmizi:1954)."

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (278th day)


Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.