AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
🌙 22nd Moharram, 1440 Hijri
☀ 3rd October, 2018
"1"Tum aapas mein ek doosre ke maal ko naa-haq tareeqe se mat khaao. Magar jo maal aapas ki razaa-mandi se ki hui khareed-o-farokht (lain dain) se haasil ho (toh us ko khaane mein koi haraj nahi).""(Sura-e-Nisa:29)"
"2"Apni zabaan par qaabu rakho, (fursat ke auqaat mein) Apne ghar mein raho, Apne gunaahon par Allah ke saamne roya karo.""(Tirmizi:2406) "
"3"ilm haasil karo aur ilm haasil karne ke liye sukoon aur waqaar seekho.""(Tabraani Ausat:6184)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙 22nd Moharram, 1440 Hijri
☀ 3rd October, 2018
"1"Tum aapas mein ek doosre ke maal ko naa-haq tareeqe se mat khaao. Magar jo maal aapas ki razaa-mandi se ki hui khareed-o-farokht (lain dain) se haasil ho (toh us ko khaane mein koi haraj nahi).""(Sura-e-Nisa:29)"
"2"Apni zabaan par qaabu rakho, (fursat ke auqaat mein) Apne ghar mein raho, Apne gunaahon par Allah ke saamne roya karo.""(Tirmizi:2406) "
"3"ilm haasil karo aur ilm haasil karne ke liye sukoon aur waqaar seekho.""(Tabraani Ausat:6184)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (277th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.