TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, October 14, 2018

Aaj Ki Hadees-Qayamat us waqt tak nahin aayegi


🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Anas Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Qayamat us waqt tak nahin aayegi, jab tak ke (aisa bura waqt na aajaye ke) duniya mein *Allah Allah* bilkul na kaha jaye. Ek aur Hadees mein is tarah hai ki kisi aise shakhs ke hote hue Qayamat nahin hogi jo *Allah Allah* Kehta ho. (Muslim: 375, 376)

✺ Faida: Matlab ye hai ke Qayamat us waqt aayegi, jabke duniya Allah Ta'ala ki yaad se bilkul hi khaali ho jayegi. Is Hadees ka ye matlab bhi bayaan kiya gaya hai ke Qayamat us waqt tak qayam nahin hogi jab tak ke duniya mein aisa shakhs maujood ho jo ye kehta ho, logon! Allah Ta'ala se daro, Allah Ta'ala ki bandagi karo. (Mirqat)

 🌷▫ *Hadith of the Day* ▫🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates: I heard Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam saying: My Ummah will be called on the Day of Resurrection with their limbs and faces shining from traces of Wudu. So whoever amongst you can increase the area of his radiance should do so (i.e. by performing Wudu regularly). (Bukhari: 136)

✺ Note: Meaning that Wudu should be performed thoroughly with such care that no part of the skin should remain dry. (Mazahir Haque)


〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 *Download App* - Goo.gl/mg4455

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.