🌷 ▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Zaid bin Khalid Juhani Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs achchhi tarah wuzu karta hai, phir do rakaat is tarah padhta hai ke usmein kuch bhoolta nahin (yani Allah Ta'ala ki taraf poori tarah mutawajjeh rehta hai) to uske pichle saare gunaah mu'af hojaate hain. (Abu Dawud: 905)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasuluilah Sallallahu 'alaihi wasallam said: The parts of the land liked most by Allah are its masjids, and the parts of land disliked most by Allah are its markets. (Muslim: 1528)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.