🌷 ▫ Aaj Ki Hadees ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Musa Asha'ri Raziyallahu Anhu riwaayat farmaate hain ke Nabi Kareem ﷺ ne ek mauqe par hamein paanch baatein irshaad farmaayin: 1. Allah Ta'ala na sote hain aur sona unki Shaan ke munasib (bhi) nahi, 2. Rozi ko kam aur kushada farmaate hain, 3. Unke paas raat ke aamaal din se pehle, 4. Aur Din ke aamaal raat se pehle pahunch jaate hain, 5. (Unke aur makhlooq ke darmiyaan) parda unka noor hai. Agar woh ye parda utha dein to jahan tak makhlooq ki nazar jaaye Unki Zaat ke anwaar sabko jala daalein. (Muslim: 445)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🌷▫ Hadith of the Day ▫🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 'A'ishah Radiyallahu 'anha narrates that of all non obligatory Salat, Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam was most particular in offering the two Rak'at Sunnah before Fajr. (Muslim: 1686)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download App - Goo.gl/9ZbYUe
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.