TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, October 26, 2018

Aaj Ki Hadees-Aadmi Namaaz se faarigh hota hai aur uske liye


🌷  ▫  Aaj Ki Hadees  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Ammaar Bin Yasir Raziyallahu Anhuma farmaate hain ke Rasulullah ﷺ ko ye irshaad farmaate hue suna: Aadmi Namaaz se faarigh hota hai aur uske liye sawaab ka daswaan hissa likha jaata hai isi tarah baaz keliye nauwaan, aatwaan, saatwaan, cheta, paanchwaan, chauthayee, tihayee, aadha hissa likha jaata hai. (Abu Dawud: 796)

✺ Faida: Hadees Shareef se muraad ye hai ke jis qadar Namaaz ki zahiri shakl aur anduruni kaifiyaatein sunnat ke mutaabiq hoti hain, utna hi zyaada ajr wa sawaab milta hai. (Bazhl-ul-Majhud)

🌷▫ Hadith of the Day ▫🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam said: A Muslim that makes the masjid his abode for Salat and Dhikr, Allah is overjoyed with him as a family is overjoyed by the return of an absent relative. (Ibn Majah: 800)

✺ Note: Making his abode means that he develops a special attachment to the masjid, and remains there for a major part of his time.


No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.