TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, September 18, 2018

MUHARRAM-Ibadat Mein Bhi Mushabahat (Comparison) Na Kare


╭┅• ͜✯͜͡ ۝͜͡ ͜͡  「﷽」  ۝͜͡  ✯͜ •┅​╮
*🌐Muharram-04🌐*

*《Ibadat Mein Bhi Mushabahat (Comparison) Na Kare》*

Aap ﷺ Ke Is Irshad Mein Hame Ek Aur Sabaq Milta Hai Wo Ye Ke Gairo Ke Saath Thodi Si Bhi Mushabahat Aap ﷺ Ne Pasand Nahi Farmaya, Halake Wo Mushabahat Kisi Bure Aur Na Jayaz Kaam Mein Nahi Thi; Balke Ek Ibadat Mein Mushabahat Thi, Ke Is Din Wo Jo Ibadat Kar Rahe Hai, Ham Bhi Is Din Wahi Ibadat Kar Rahe Hai; 
 
 
       
   

Lekin Aap ﷺ Ne Isko Bhi Pasand Nahi Farmaya. Q ? Is Liye Ke Allah Taala Ne Musalmano Ko Jo Deen Diya Hai Wo Doosre Deeno Se Alag Hai, Aur Unsab Par Fazilat Rakhta Hai; 

Lihaza Ek Mualman Ka Zahir Aur Batin Bhi Gairo Se Alag Hona Chahiye;

 
 
       
   
Chunanche Hadees Mein Jaga Jaga Ye Irshad Milege Jisme Nabie Karim ﷺ  Ne Farmaya Ke Gairo Se Alag Tariqa Ikhtiyar Karo Masalan Irshad Farmaya: Mushrikin Jo Allah Taala Ke Saath Doosro Ko Shareek Therate Hai, Unse Apna Zahir Va Batin Alag Rakho. 

*📓  Bukhari*
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
*AAP JITNE CHAAHE UTNE WEBSITE KO FOLLOW KAR SAKTE HAI AUR ISLAMIC MSG HASIL KAR SAKTE HAI-*

╰┅┈•✿ ͜✯🌹  ͜͡ ۝͜͡  🌹✯͜ ✿•┄┅​╯​​​

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.