TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, September 17, 2018

Muharram-Ek Ke Bajae Do Roze Rakhe


╭┅• ͜✯͜͡ ۝͜͡ ͜͡  「﷽」  ۝͜͡  ✯͜ •┅​╮
🌐Muharram-03🌐

《Ek Ke Bajae Do Roze Rakhe.》 

Lekin Agle Saal Aashura Ka Din Aane Pehle Nabie Karimﷺ Ka Wisaal Ho Gaya, Aur Aapﷺ Is Par Amal Karne Ki Nobat Nahi Mili; Lekin Chuke Nabie Karimﷺ Ne Ye Baat Irshad Farmadi Thi; Isliye Sahaba [Rd] Ne Is Baat Ka Ahtemam Kiya, Aur 9 Ya 11 Ka Roza Mila Kar Rakha Aur Isko Mustahab Qarar Diya, Aur Tanha Aashura Ke Roza Rakhne Ko Nabie Karimﷺ Ke Irshad Ki Roshni Mein Makrooh Tanzihi Aur Khilafe Awla Qarar Diya, Yani Agar Koi Sirf 10 Ka Roza Rakhe To Wo Gunehgaar Nahi Hoga, Balke Usko Aashura Ke Din Ka Roza Rakhne Ka Sawab Milega. Lekin Chuke Nabie Karimﷺ Ki Khwahish 2 Roze Ki Thi, Is Liye Us Khwahish Ki Takmil Mein Ek Roza Aur Mila Liya Jaye, Aur 2  Roze Rakhe Jaye. 
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁

AAP JITNE CHACHE UTNE WEBSITE KO FOLLOW KAR SAKTE HAI AUR ISLAMIC MSG HASIL KAR SAKTE HAI

╰┅┈•✿ ͜✯🌹  ͜͡ ۝͜͡  🌹✯͜ ✿•┄┅​╯​​​

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.