TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, September 20, 2018

Daily Quran Hadees-9th Moharram, 1440 Hijri-20th Sep 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh


Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
*******************************
🌙 9th Moharram, 1440 Hijri
☀ 20th September, 2018
*******************************
"1" Jo shakhs bhooka ho, ya us Ko koi aur zaroorat ho aur woh apni bhook aur us zaroorat Ko logon se chupaaye rakhe (un ke saamne zaahir kar ke un se na maange) to Allah Ta'ala ke zimme hai ke us Ko halaal tareeqe se ek saal ki rozi ata farmaaye.""(Sho'abul Imaan:10054)"

"2" Jo jawaan bhi kisi boodhe shakhs ki budhaape ki wajah se izzat karta hai, toh Allah Ta'ala us jawaan ke budhaape ke waqt kisi aise shakhs Ko mutayyan kar deta hai jo us ki izzat karta hai.""(Tirmizi:2022)"

"3" Ba-jamaat namaaz ada karna akele namaaz padhne ke muqaable mein 27 darja ziyaada fazeelat rakhta hai.""(Bukhari:654)"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (264th day)


Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.