AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh
🌙 12th Moharram, 1440 Hijri
☀ 23rd September, 2018
"1" Tum log Dunyavi zindagi Ko (Aakhirat ke muqaable mein) ziyaada achcha samajhte ho, haalaanke aakhirat ziyaada behtar aur baaqi rehne waali hai.""(Surah-e-A'ala:16-17)"
"2" Jo banda kisi Ko (badla Lene par qudrat ke baawajood) maaf kar deta hai, Allah is ke badle us ki izzat badha deta hai.""(Muslim:6757)"
"3" Mulaaqaat kabhi kabhi Kiya Karo, is se muhabbat mein izaafa hoga.""(Mo'ajamul Ausat:1754)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (267th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH
🌙 12th Moharram, 1440 Hijri
☀ 23rd September, 2018
"1" Tum log Dunyavi zindagi Ko (Aakhirat ke muqaable mein) ziyaada achcha samajhte ho, haalaanke aakhirat ziyaada behtar aur baaqi rehne waali hai.""(Surah-e-A'ala:16-17)"
"2" Jo banda kisi Ko (badla Lene par qudrat ke baawajood) maaf kar deta hai, Allah is ke badle us ki izzat badha deta hai.""(Muslim:6757)"
"3" Mulaaqaat kabhi kabhi Kiya Karo, is se muhabbat mein izaafa hoga.""(Mo'ajamul Ausat:1754)"
_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (267th day)_
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
Mashallah... daily bhejiye te hadees
ReplyDeleteJazaakALLAAHu Khairaa jii Zaror AP Ke family members Aur friends share kariye...As AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAA
Delete