🌷 ▫ *Aaj Ki Hadees* ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Jabir Bin Abdullah Raziyallahu Anhuma riwaayat karte hain ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Ulama par badaai jatane, bewaqufon se jhagadne yani naasamajh awaam se ulajhne aur majlisein jamane ke liye ilm hasil na karo. Jo shakhs aisa kare uske liye aag hai aag. (Ibn Majah: 254)
✺ Faida: *Ilm ko majlisein jamane ke liye hasil na karo* is jumle ka matlab ye hai ke ilm ke zariye se logon ko apni zaat ki taraf mutawajjeh na karo.
🌷▫ *Hadith of the Day* ▫🌷
🍁 Hudhaifah Radiyallahu 'anhu narrates that whenever Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam faced an important and grim situation, he would at once resort to Salat. (Abu Dawud: 1319)
📲 *Download App* - Goo.gl/mg4455
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.